Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch jo kam na kerna ata ho banda wo pehlay he na kary.... |
Is tarah to kabhi koi kaam aye ga he nahi, pehlay hamaisha koshish ki jati hay...
Lekin is ko laat marnay ki kiya zaroorat thi nahi laga to nahi laga, chala jata bina kuch kiye to is tarah say na girta..