Suna hay yaad karty ho!
K jb b shaam dhalti hay
Hijr mian jaan jalti hay
Tm Apni raat ka aksar Sukoon barbaad krty ho
Suna hay yad krty ho
K jb panchhi loat aaty hain
Ghamon k geet gaaty hain,
"Suno! tm loat aao na"
Yehi fariyad krty ho
Suna hay yad krty ho
Sitary jb falak pe jagmagaaty hain
Wo beety huwy pal khoob rulaty hain
Tm US dam apni aankhon main mujy abaad krty ho!
Suna hay yaad krty ho!
Mujy tm yaad krty ho....