Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. aakhri baar hai, lo maan lo ik yeh bhi sawaal
aaj tuk tum se mein lota nahin mayoos-e jawaab
aa ke le jao tum apna yeh damukta hua phool
mujh ko lota do meri umr-e ghazishta ki kitaab
__________________
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |