Mosam badal gaye, Zamane badal gaye
Lamhon mani Dost berson purane badal gaye
Din bher raha jo meri Mohabbat ki chaaaon main
Wo Log dhoop dhaltay hi thikhanay badal gaye..
Wo jin kay Lafz Lafz main chahat thi, pyar tha
Lo aaj un labon kay tarranay badal gaye.
Ek shaqsh kya gaya mera Sheher chor ker
Jeenay k sare dhang, bahanay badal gaye
Ab wo, wo na raha , main main na rahi...
Sare hi Zindagi kay fasanay badal gaye...