Quote:
Originally Posted by Smart Moon itni ziada the ma nay socha kch bakion k leay be chorr don....kissi ka bhala ho jy ga......
ur pher dakheay na ap ka ho gya........ |
Ji janab bohot bohot shukriya.. waise bande ko itna shakhi bhi nahi hona chahiye ki apni cheezien dusron ko dede and khud ke paas kuch na bachaaye.. ab dekho mere paas to aqal aagayi baqaul aapke.. but aap ka ab allah hi malik hai.. dekhna kisi din aap ki aankh hospital me na khule.. log pakad ker kahin jama na kara dein..