View Single Post
Old 31-01-2010, 02:27 PM   #4
.BZU.
Default Re: Waldeen kay haqooq

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
mere khayal sy agar koi apny waldain ko marny k bad b sukhi rakhna chahta ha tu wo naik kam kery kyoun k naik olad he esal e sawab ka wahid zaryah ha waldaein k liye.
wsko kuch or kerny ki zaroorat he nahi ........

or qabron ki zeyarat sy sawab nahi milta balkeh pehlay qabron ki zeyarat pr pabandi thi phir Hazrat Muhammad (S.A.W) ny ijazat dye di jab logon k iman pukhta ho gye or sirf iss liye di ta keh logon ko marny k ehsas hota rahy k ek din sb ny marna ha
laikin yeh loog tu qabroon ki zirat ka aur esaale sawab ka aur meaning lete hain , that is why islam said, this is not allowed...
  Reply With Quote