Chalo hum maan lete hain
Tumhain hum khho chukay laikin
Tumhari yaad abh tak bhi
Humain betaab rakhti hay
hamari saans abh tak bhi
Tumhari aas rakhti hay
Magar abh ye bhi suntay hain
Tumhari Raah roshan hay
Tumhain bhi mil gai koi
Magar afsoos ham jaisa
Agar pao kahin tum too
Mujhay bas itna likh dena
kay manzil mil gai mujhko