Re: Tahir-ul-Qadri's Fatwa, but what about the American Agents..
I dont know why people trying to get 'posheeda' meaning of quraan and trying to fool us that yahan allah taala yeh 'kehna' chah raha hai instead of 'keh' raha hai.. whats the meaning of this? kya naozobillah jab quraan nazil ho raha tha to lafz theek se nahi mil rahe the samjhane ke liye ya aaj kal ke maulaana itne aalim ho gaye hain ki woh ab yeh batayenge ki exactly allah taala kya farmana chaah raha hai apne kalaam me.. sad really sad.. jab ki kaha gaya hai ki hamara din muqammal ho gaya hai fir bhi yeh log roz nayi nayi baatien add kerne me lage hue hain..
|