Re: “Kabhi Jo Ehsas Ho Tum Ko Ke Tum Acha Nahin Karte” wafa ka zikr chala to mujhe ye ehsas hua
wo naqsh apni wafa k mita chuka hoga
jo meri aankhon ko aaina kaha kerta tha
wo mera chehra b kab ka bhula chuka hoga
__________________ 
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |