Hr ibtda say pehlay hr intha k bad.
"Zat-e- Nabi" blund hay "Zat-e-khuda" k bad.
Dunya main ahtram k kabil hain jitnay lòg.
Main sub ko manta hon magar "Mustfa" k bad.
(katl-e-HUSSAIN" asl main murg-e "Yazeed" hay.
Islam zinda hota hay hr karbla k bad...!......?)