Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah
Guzar rahi hay meri har raat azab ki tarah
Is tartarah say kisi roz who maray samnay aayay
Main hurf ba hurf parh loon usay kitaab ki tarah
Main kasay usay sochon say apni alag karoon
Meri zaat ko ghairay hoay hay wo gardaab ki tarah
Main mohabbat kay us maqaam pay hoon jahan
Kaantay bhi lagtay hain gulaab ki tarah…………!