Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar. wo hum se youn bichar jaye ga kabhi soucha na tha.... zakhmon k zarye youn ubhar jaye ga kabhi soucha na tha.... jo humare bager ik pal bhi na raha karta tha.... wo youn chup chap ghuzar jaye ga kabhi soucha na tha.... poet...........M.Azam.Sahil........ |