But yeh wala new sadar lagta tu nahi hay..
abh aap khud hei daikh lain jo Islam Abad main Pakistan ka sab say worst tareen Bomb blast huya hay wo tu isi president ki mojodagi main huya hay na..Pehlay tu saray yehi kehtay thay na kay Musharaf ki waja say blast ho rahay hain.. But abh tu musharaf nahi raaha na