Us ne kaha tum main pehli si bat nai….?
main ne kaha zandagi main tara sath nai
Us ne kaha ab b kisi ki ankhon main doob jate
main ne kaha ab kisi ankh m wo bat nai
Us ne kaha kiun atna toot kr chaha mujhe
main ne kaha insan hoon pather zaat nai
Us ne kaha kia main bewafa hoon…..?
main kaha mujh ab wafa ki talash nai
us ne kaha bhol jao mujh ko
main ne kaha tum haqeqat ho koi khawab nai