Quote:
Originally Posted by Raheel End main jo rank aye wahi age hay ap kay brain ki... |
hmm... yeh kia baat hoi... us main tu jab wrong ho jata hay tu points kam ho jatay hain, phir jabn theek ho jaye tu points dobara increase ho jatay hain....
Means... aap kay brain ki age kabhi ziyda ho jata hay aur kabhi kam.. LOL...
meray brain ki age to 21 years hay..
as usman saying...