21-09-2008, 11:54 PM
|
| Toddler | | Join Date: Dec 2007
Posts: 10
Program / Discipline: BSIT Class Roll Number: 20 | |
muhabtyn jb shumar krna Muhabbatyn jub shumar krna tu sazishyn b shumar krna, jo mery hissy main aai hain wo aziyatn b shumar krna,, jaly rakhon ge subah tak main tmhary raston ma apni aankhyn,, magr kahen zabt toot jaye to barishyn b shumar krna ye sardyon ka udaas mosam k dharkny barf ho gai hain jb inn ki yekhbastgi prakhna tmaztyn b shumar krna tum apni majboryon k qissy zror likhna wazahton k sath,, jo meri aankon main jal bujhi hain wo khawishyn b shumar krna....* *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.* |