Thread: A Sad story
View Single Post
  #1  
Old 05-12-2009, 12:26 PM
momna gull's Avatar
momna gull momna gull is offline
Moderator


 
Join Date: Jun 2009
Location: Karachi
Posts: 1,015
Program / Discipline: M.Com
momna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to all
Send a message via MSN to momna gull Send a message via Yahoo to momna gull
Default A Sad story

Eik defa ka zikr h, eik bhut ghareeb becha hota tha. Usky Abu jungle mein nokia key sales agent they. Woh eik din school sey paidel wapis apney gher aa reha tha, k achanak uski car ka tire punture ho gaya. Ab woh bichara preshan k woh kiya kerey. Kiyun k dour dour tek koi banda nazer nhn aa reha tha aur shaam bhi ahista ahista bherdti jaa rehi thi. Abhi woh yeh sooch hi reha tha k peechy sey koi 500 bendey guzer rehy they, unho ney is miskeen ko daikha to socha kiyun na iski madat ki jaye. Chuna-cha woh agey bherdey aur uss bechy ko bhi umeed ki kiran nazer ayi. Un bandoon ney us bechy sey pocha
"Baita kiya App ko humari madat ki zaroret he?"
Becha ney masoomiyat se jawab diya "Jee haan"
Iss per logon ney kaha "Hum ney madat kerny ka thaika nhn liya hova" aur woh agey chel perdy.
Iss per uss becho ko bhut dukh hova, usney dasti gardi mein baith ker Ghulam Ali sahib ki 2-3 ghazalein sunien.

Chand lemho baad woh na na kerty apney gher phunch gaya. Gher jab aya to Ami jaan ney kaha "Baita tu kidher reh gaya tha. Meri ankhein teres gayi thein tujhy daikhne ko. Baita gher mein khaney ko kuch nhn h, ghurbat k hathon hum mejboor hein. Chel Nandoos order ker daity hein". Youn Maa Baite ney REJ K ROOTI KHAYI.

Agey bhi sunao ya itni bhut he
?

__________________

ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls
www.momnagull.com
Reply With Quote