Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch yeh ker kya rahy hain waise...
pani boil kr rahy hain ...lol |
Lol paani nahi ubaal rahay....
PC ki processing speed ko overclocking kar kay increase kar rahay hain..
Jab speed increase hoi. tu processor itna garam ho gia tha... is li ay wo thanda karnay kay li ay oper paani daal rahay hain....