Hum kon hain,kya hain
Ba_Khuda yaad nahi,
Apne aslaaf ki koi bhi adda yaad nahi..
Hain agar yaad to kafir k taraney ab tak,
Haan nahi yaad to kaby ki sdda yaad nahi..
Bint-e-hawwa ko nachaty hain sar-e-mehfil ab bhi,
Kitne sung dil hain k rasm-e-haya yaad nahi..
Aj apni zillat ka sabab yehi hai shayad,
Aj hum ko apna Khuda yaad nahi...!!