Re: ***Riddle Of The Day*** | Quote: | BSIT07-01 |  | | | hahaha ... Asal main jis ko thapar lag raha hay us ka thapar khanay ka style bohat piyara lag raha tha ... shayed aap itni piyari nai ho ... hahaha anyway I take my "Thapar to a sweet person" back... uff aap nay tu sar hi phor dia ... ab iss ka kia karoon? | | | | | g haan aap ne theek kaha main itni piyaari nahi hun asal main main bohat piyari hun
or wo hammering sirf alamati thi ager phir bhi aap ko lag gayi hai to chalen main bhi wapas leleti hun
__________________ 
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |