Quote:
Originally Posted by !!DJ salam!
dear friends:
in this you can share your comments About New saddar of PAKISTAN..
ASIF ALI ZARDDARI..  |
Wa laikum salam!
Well jee New Sadar par kiya comments.. dain..
Actually I dont like the politices..
By the way main nay suna hay Asif Ali Zardari,... ko Jail bhi hoi aur Mulak Badar bhi kiya giya tha..
phir bhi wo Pakistan ka richest person hay...
But Agar Zardari aur Musharaf ka vote dena par ja ay then I will Vote General Musharaf.. He is the genious Person...
Kehtay hain kay Ramdan Mubarak main yeh dua mango kay Ya Allah Zardai ko benazeer say milwa day... hehehehehe....
Anyway Allah Jo bhi karay ga isss mulak kay li ay Behtar karay ga.. Ameen...
Pakistan Zinda Baad...Pakistan Painda Baad