Quote:
Originally Posted by .BZU.
phir aap taweez ko shirk kiyon kehtay ho?
buton ki poja karnay main asaar man nay walay ko mushrik kiyon kehtay ho?
un ka bhi tu quran main nahi zikar na...
Shirk hay isli ay kay aap yeh kehtay ho kay jadogar . Allah ki trah sab kuchh kar sakta hay tu yeh Shirk nahi hay...
Baaqi sab shirk hay?
Wah aap ka emaan.... |
lakh bar keh chuka hn koi kuch nahi kr sakta kuch nahi kr sakta kuch nahi kr sakta magar Allah chahy tu
abhi yeh masla tu hal kr lo taweez ka khud he ho jye ga