View Single Post
Old 25-10-2009, 03:24 PM   #23
.BZU.
Default Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
han Allah ny jo kehna tha wohi kaha ha laqin apny wsko shirk bana liya ha


Allah ny yehi kaha ha jo uper quote kiya gaya ha

Allah ny kaha ha jado ghar kamyab nahi ho sakta han nahi ho sakta mein bhi manta hn
Allah ny kahin nahi kaha jado ghar ka jado asar nahi kerta or apny apni tashreeh sy bana liya nahi kerta
Yeh surah baqrah ki ayat complete parho. is main aap ka yeh jhoot sabit ho ja ay ga..
Allah nay saaf saaf keh diya hay kay jadoo say wo kuch faida hasil nahi kar saktay thay...

Tu is say aqalmand insan ko khud hei samjh aa jani chahi ay kay. jadoo kay antar mantar (kalemat) main koi asar nahi hoga . isili ay tu Allah khula elaan kar raha hay kay wo jantar mantar , un ko kuch faida nahi dete thay...

phir aap taweez ko shirk kiyon kehtay ho?
buton ki poja karnay main asaar man nay walay ko mushrik kiyon kehtay ho?
un ka bhi tu quran main nahi zikar na...

Shirk hay isli ay kay aap yeh kehtay ho kay jadogar . Allah ki trah sab kuchh kar sakta hay tu yeh Shirk nahi hay...

Baaqi sab shirk hay?
Wah aap ka emaan....
  Reply With Quote