25-10-2009, 03:07 PM
|
#2 |
| | Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch han sahi ahadees quran sy nahi takratein tabhi mohadeseen unko sahi kehty hain
imam muslim or bukhari jahil nahi thy wo bhi bohat kuch janty thy or quran ki yeh sb aeyat unhon ny bhi perhi hongi lazmi...
ap sari sahi ahadees ka inkar kerty ho tu quote krny ka faida?
ok ab mein apko quote keronga bohai si sahi muslim ki ahadees or sahi bukhari ki ahadees ok...
or ap apni tashreeh sy unko quran sy takra kr galay sabit kerna ok... | meri tashreh nahi hay.. wo tu Allah nay jo kehna tha bata diya hay...
Takrao gay tu aap .. na... i can wait for those words. to kay quran ki is baat ki nafi kar rahay hon kay. Jadogar ka jado dhoka nahi.. Jadogar ko bi Allah nay itni takat di hay kay wo jo kuch marzi chahay kar sakta hay. (yeh baat har wo shakash manta hay jo kay kehta hay kay jadi haq he)
CYA... |
| | |