25-10-2009, 11:58 AM
|
#1 |
| | Re: Shirk ki Aqsaam (Quran o Hadees ki nazar mein). Types of Shirk according to quran and sahee hadit abh tu quran ka translate aap apni marzi say kar rahay ho na.. aur kehtay mujhay ho... Quote: Allah k hukam k siwa iss (jado) sy kisi ka kuch nahi bigar sakty thy | Wohi baat tu hay na kay jado say kisi ka kuch bhi nahi bigaar saktay ... Allah ke hukum kay bagheer..
Waisay Allah khud aisa hukum day ga kiyon. kay wo kisi ka kuch begaar sakain?? because Allah nay kaha jo hay kay jadogar kabhi kamiyab hei nahi ho sakta... Quote:
faraz kero agr koi kisi ko qatal kerny ata ha tu kya wo allah k hukam k elawa kisi ko qatal kr sakta ha nahi kabhi nahi magar agar allah he chahta ho k wsny qatal hona ha iss terhan tu wo zaroor kamyab ho jye ga | Yeh qatil amnay samnay aa kar qatal karta hay..
Yeh nahi kay apnay ghar baithay jado kar kay qatal karta hay... |
| | |