Re: Tahir Ul Qadri Sajda karvaate huay !þ Kia yeh link ka source.. Allah ka quran say ziyda acha hay......
Kiya yeh un sab baton ka answer hay jo pechay pochi gai hay?
this is just copy and paste...
Yeh mehfile sama kia cheez hay?/
Kia kabhi Nabi SAW nay bhi Koi aisay darbar laga ay thay??
Sahaba karam ko aisa dance karwaya tha?
jaisay is Video clip main kar rahay hain?
Kia quran pak main aisa kucha aya kay kay Mehfale sama say sawab hota hay?
Agar aya hay tu koi Ayat qouet karo.. |