Kabi j0 waqt par jaae
Tumhen mujhse bicharna h0
Tumhen wady say phirna h0
To beshak dair mat karna
Mujhy naraz kardena
Tum apna rukh badal lena
Tum apni simt chal dena
Mager jub l0t k ana
Tumhen mitti k teelay par
Main shayad na dikhaai d0on
Mager heran mat h0na
Wahin 2 char qadm0 par
Mazaar-E-bekran h0ga
Wahan ik ph0ol rakh dena
Aur ik shama jala dena
Aur apna rukh badal lena
"AUR APNI SIMT CHAL DENA"