Quote:
Originally Posted by emsplanet dafa karo yaar. waise bhi aaj kal woh usman usman kerti rehti hai.. pata nahi kya ker diya hai tumne.. ab banda sirf uske liye subah 7 baje uth ker online hoga to usman usman to hoga hi na.. abhi bhi mujhe ping ker rahi hai meine status away kya hua hai.. reply hi nahi ker raha.. hehehehe |
deikh lo phir subah 7 bajy uth kr bhi meri bat tu hwi nahi online hony per bhi mein ny tu jawab diya nahi wsko or apny tu lagta ha khub gapain lagai hain
or yeh ping ker k mere poocha tu ek bahana he hoga asal mein tu ap sy bat kerni thi wsko akhir kahin sy tu start kerni thi na bat