View Single Post
  #1  
Old 29-09-2009, 10:21 PM
irfishahpk's Avatar
irfishahpk irfishahpk is offline
Irfan Shah (ISB)

 
Join Date: Nov 2008
Location: Islamabad
Posts: 1,333
Contact Number: Awain
Program / Discipline: MBA(IT) Postgraduate
Class Roll Number: Lay
irfishahpk will become famous soon enoughirfishahpk will become famous soon enough
Heart Un ka andaz e karam un pay woh aana dil ka…

Un ka andaz e karam un pay woh aana dil ka…
Han! Woh waqt, woh batain, who zamana dil ka…

Na suna unsay tawajo say fasana dil ka….
Umar guzari par dard na jana dil ka…

Dil lagi, dil ki lagi ban kay mita daiti hay….
Roag dushman ko bhi ya rab na lagana dil ka…

Woh bhi apnay na howay dil bhi gaya hathon say…
Aisay aanay say to behtar hay na aana dil ka…

Unki mehfil main Ehsaan un kay tabasum ki kasam,
Ham daikhtay rah gaye hath say jana dil ka
__________________
Everyone is going to hurt you sooner or later,You just have to decide whose worth the pain
Reply With Quote