Khizaon ki Udaasi hai
Jo abb tak DIL pe chayi hai
Baharon ka haseen musaam
khain sey sath lana TUM
Ye mana aur bhi tum ko
jahan main hain bohat sey Gham
Magar duniya kay mailon main
hamain mat bhool jana tum
Agar tumse kabhi koi
mere bare main pochay tu
"Faqat itni si khawaish hai
Mujhay apna batana TUM...