
24-09-2009, 02:17 PM
|
 | Irfan Shah (ISB) | | Join Date: Nov 2008 Location: Islamabad
Posts: 1,333
Contact Number: Awain Program / Discipline: MBA(IT) Postgraduate Class Roll Number: Lay | |
Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah Rehnay laga hay meri aankh main jab say who khwab ki tarah Guzar rahi hay meri har raat azab ki tarah Is tartarah say kisi roz who maray samnay aayay Main hurf ba hurf parh loon usay kitaab ki tarah Main kasay usay sochon say apni alag karoon Meri zaat ko ghairay hoay hay wo gardaab ki tarah Main mohabbat kay us maqaam pay hoon jahan Kaantay bhi lagtay hain gulaab ki tarah…………!
__________________ Everyone is going to hurt you sooner or later,You just have to decide whose worth the pain |