View Single Post
Old 23-09-2009, 08:17 PM   #2
.BZU.
Default Re: Muslim aur momin

Quote:
Originally Posted by usman_latif_ch View Post
Ashfaq ahmed likhte hain:
"1 sawal ne mujhe bohat pareshan kia...sawal yeh tha:
Momin aur muslim main kiya farq hai??
Bohat logo se poocha magar kisi k jawab se mutmayan na hoa...ek gaaon main ja raha tha to wahaan 1 aadmi mila..uss se yehi sawal kia to uss ne jawab dia:
Muslim woh hai jo allah ko maanta hai aur momin woh hai jo allah ki maanta hai"
Non Muslims bhi tu Allah ko Mantay hain na... But Allah kay saath Dosari cheezon ko Shareek Banatay hain,
Jaisay..
Christen Esa A.S ko,
Jews Uzair A.S.
Hindo Apnay Butoon ko

Aur kia kahain.
Kalma Go Muslims to .
Peeer Sahab ko, Hourse kay Paon ki matti ko, Taweez ko, Wali ko, Nabi ko, Jinno ko, Nazar-e-Bad ko, Jadu ko, Parhay ho ay Dhaagon ko, Ali R.A ko, Purnay phatay ho ay Joton ko.. pata nahi kis kis ko Allah ka Shareek banatay hain...

Yaani, Aaj kay muslmaan jo kay apnay aap ko Moomin aur janti kehtay hain; bhi Allah ko sirf mantay hei hain.
  Reply With Quote