Thread: Dua
View Single Post
Old 23-08-2009, 05:06 PM   #1
irfishahpk
Islamic Dua

Es khoobsurat mahinay(Ramzan ul Mubarak) ka start es pyari dua say kartay hain. Aap bhi is dua main shamil ho jain!

Ay maray pyaray Allah
Maray tamam doston par
Un kay ghar walon par,
Mujh par
aur
maray ghar walon par
Rahmat farma,

Hum sab ko bacha,
Be'rozgari say,
Tangdasti say,
Aazmaish say,
Rizq ki kami say,
Ruswai say,
Qarz say,
Marz say,
Jahan'num say,
Hisab say,
Aulad kay dukh say,
Waldain ki nafarmani say,
Ya Allah meri yah dua sab kay haq main qabool farma,

*******************Aameen
*******************
  Reply With Quote