View Single Post
Old 21-08-2009, 09:00 PM   #1
irfishahpk
Thumbs up Khana e Kaaba ki aftari

Khaana kaba main aftari kay liyay bichayay janay walay dastar khuan ki length 12 km hoti hay, yah tawaf ki jaga bichaya jata hay, is par 12 lakh rozay daar daily aftari kartay hain. Is aftari par daily 10 lakh Saudi "Riyal" Kharch hota hay, or duniya ki yah sab say bari aftari sirf 10 minutes main samait li jati hay.

************Subhan Allah************
  Reply With Quote