View Single Post
Old 05-08-2009, 01:10 PM   #2
.BZU.
Default Re: Hadees Nabvi, Allah nay Muqadar banaya aur usi nay jo chaha kiya....

Quote:
Originally Posted by uzma View Post
The answers of all of ur Qu. one by one
1- Al-Quran
Ae Paighamber keh dejiaey ager tum Allah se muhabbat rakhtay ho tu
Meri pairavi kro Allah b tum se muhabbat kray ga.(Al-Imran)
2-Al-Hadith.
Hazrat Muhammad (S.A.A.W) ne fermaya:
Tum mae se koi shaks os wakt tak Momin nhi ho skta jab tak os ko meri muhabbat
apnay Baap or apni Olad or sab logo se zeada na ho.(Al-Bukhari ,kitab ul Eman)
3-Al-Hadith
aik dafa aik shaks Hazor (S.A.A.W) k pas aya or kehnay lga ,
Ya Rasool Allah Qiyamat kab kaim ho gi?
Aap (S.A.A.W) ne fermaya:
Aray tuj pe afsos, tu ne Qiyamat k leay kia saaman tyar ker rakha hai?
wo shaks kehnay lga, Mein ne tu koi saaman tyar nhi kia sirf itni baat hai
k Mein Allah or Os k Rasool(S.A.A.W) se muhabbat rakhta hoon.
Aap (S.A.A.W) ne fermaya:
ps tu onhi k sath Qiyamat mae ho ga jin se muhabbat rakhta hai.
(Al-Bukhari , Kitab ul Adab)

Thanks for your answers.
But yeh samjh nahi aa e kay aap nay answer kis baat ka diya hay...

You means kay Aap SAW ki mohabbat yeh hay kay aap SAW ko na aozbillah Aisa kaha ja ay kay ap Allah kay equal lagnay lagain..
Jaisay Oper ki hades main AAP nay farmaya kay :
Quote:
Allah nay muqadaar banaya.. aur usi nay jo chaha kia...
So you want to say that Molvi aur naat khawan ki yeh baat Correct hay....
Quote:
Madeenay ko ja ain yeh jee chahata hay.. muqadar bana ain yeh jee chahta hay...

aur yeh kehnay App SAW ki perwi hay.. But daikha ja ay tu Yeh Hadees Mubbaraka ka Khulam khula Inkaar hay.




I do not think so.
Agar Allah kay rasool ki Muhabbat karni hay tu us ki perwi karo. means jo kuch aap SAW nay kiya kaha. wo karo aur jis say mana farmaya us say ruk ja o...

Quote:
1- Al-Quran
Ae Paighamber keh dejiaey ager tum Allah se muhabbat rakhtay ho tu
Meri pairavi kro Allah b tum se muhabbat kray ga.(Al-Imran)
It does not mean kay aap yeh kaho kay Yasrab kay waali. Saray nabi tere dar kay sawaali.
Jabkay Allah ka rasool SAW. Poori zindagi yeh kehtay rahay kay Allah say Maddad mango. wohi Raazik, Malik,Data,Mushkil kusha, hajat rawa, jholiyan bhar kar dene wala hay...
Aur aap SAW nay yeh bhi nahi kaha kay
Quote:
Main jhooliyan bhar kar deta rahon ga. Mere say maango...
so you want to say kay Agar hum aap kay kehnay ka ulat matlab nikal kar wo kaam karna start kar dain aur usay apni life ka hisa bana lain tu kiya yeh aap SAW say muhabbt ho gi?
  Reply With Quote