Bohat soch kar chuni hay main nay aakhri aaraam-gah
Main tha matti, or matti ka ghar mujhay acha laga
Manzilon ki choro manzilain kis nay pain?
Aik safar acha laga aik ham safar acha laga
& & & &
Mat daikh kisi ko hakarat ki nazar say
Har chehra kisi ka mehboob hota hay