Manzilain bhi uski thein
Rastay bhi us kay thay
Ik main akela tha
Kaflay bhi us kay thay
Sath sath chalnay ki soch bhi us kit hi
Pher rasta badalnay ka faisla bhi us ka tha
Aaj kion akela hoon dil sawal karta hay
Log to thay hi us kay kya Khuda bhi us ka tha?