Quote:
Originally Posted by irfishahpk No no Usman dost ki qadar karo. Isi liyay to kehtay hain kay. Nahi koi cheez nikammi kisi zamanay main Koi bura nahi qudrat kay karkhanay main |
yar jo tumhare sath bura ha wo tumhara dost kaise ho sakta ha
phir dost or dushman mein kya faraq ha....