Chahat kay 2 hi usool hain
Ya to insaan toot kar chahta hay
Ya phir insaan chah kar Toot'ta hay
Jab toot kar chahay to duniya samait leti hay
Or jab chah kar tootay to bikhar jata hay
Jab toot kar chahay to moat ko haraa deta hay
Or agar chah kar tootay to zindagi tak haar deta hay
****************