ALLAH
Insan k sath hai or log Osay Aasman pe talash kertay hain.
Jannat
Maa k Qadmo talay hai or log eesay dosri Nekio mae talash kertay hain.
Itmanan-e-Qalab
Allah k Zikr mae hai or log osay Fikr mae talash kertay hain.
Sehat
Rohaniat k ertaka mae hai or log osay Duaao mae talash kertay hain.
Nemat
Allah k shuker mae hai or log osay Hirs mae talash kertay hain.
Rizk
Sakhawat mae hai or log osay Mehnat mae talash kertay hain.