Dil behal jaye to log chor datay hain
Koi aur mil jaye to log chor datay hain
Char din ki chandni ka kiakarna
Chandni dhal jaye to log chor datay hain
Qasam to khatay hain sada saath jeenay ki
Zehan badal jaye to log chor datay hain
Aaj kal kay logon ka bharosa kia karna
Mosam badal jaye to log chor datay hain