Quote:
Originally Posted by irfishahpk Jala kay tu bhi agar aasra na day mujh ko, Yah khouf hay kay hawa phir bujha na day mujh ko Taray baghair bhi teri tarhaan main zinda rahon, Yah hosla bhi dua kar Khuda na day mujh ko Main is liyay bhi usay khud hi manaon ga... Kay mujh say roothnay wala bhula na day mujh ko ********************************* |
itni sad poetry lagta hai aaj Islamabad mai bhi boht garmmi hai