2 Sardaron nay 2 ghoray khareeday
Masla yah hua kay konsa ghora kiska hay?
1st Sardar: main apnay ghoray ki dumm kaat deta hun! yah nishani hogi.
Subha dekha to doosray ghoray ki dum bhi kisi nay kaat di.
2nd Sardar: main apnay ghoray ka kaan kaat deta hun
Agli subha doosray ghoray ka bhi kaan kata hua tha
dono sardar baray pareshan kay ab kya kia jae!
Bohat soch bichar kay baad 1 Sardar bola: Sufaid tera kala mera!
*****************************