Iqbal teray dais ka kia haal sunao
Bebaki-o-Haq goi se ghabrata hai Momin
Makkari-o-Farebi pe itrata hai Momin
Jis rizk se parwaz mae kotahi ka dar ho
Wo rizk ab bray shok se khata hai Momin
Kirdar ka, Ghuftar ka, Aamal ka Momin
Qaeil nhi aisay ksi janjaal ka Momin
Sarhad ka Momin hai tu koi Punjab ka Momin
Dhonday se b milta nhi QURAN ka Momin
Iqbal teray dais ka kia haal sunao....