Re: Uff Yeh CS Department ka Result........
Dani Cool...
Haan yeh baat bhi hay..
But Sir aik date bata dain na kay kab paper check karain gay, Sir to daily yeh kehtay hain kay monday ko check ho ja ain gay ,
Abh parsoon wala monday bhi guzar giya hay aur wednesday aa giya hay..
Aagay aagay dekhiay hota hay kiya?
|