Apnay khayalon ki hifazat karo
kyon kay yeh tumharey alfaz ban jatay hein
Apnay alfaz ki hifazat karo kyon kay yeh
tumharay amaal ban jatay hein
apnay amal ki hifazat karo kyun kay
tumharay kirdar ban jatay hein
aur apnay kirdar ki hifazat karo kyon kay
tumhara kirdar tumhari pehchan hota hai