BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/index.php)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/forumdisplay.php?f=109)
-   -   Jahan TUM nahi hotay (http://bzupages.com/showthread.php?t=8705)

Qurrat-ul-ain 09-03-2010 01:43 AM

Jahan TUM nahi hotay
 
Wahan na Phool khiltay hain

Na mosam badaltay hain

Wahan tu kuch nahi hota

Jahan TUM nahi hote.

Yahan wse tu her soghat aasani say milti hai

Per mera Dil nahi lagta

Jahan tum nahi hote.

Yahan tu log sadyon ko bhi Lamhon main badaltay hain

Mera Ik pal nhai kat'ta

Jahan per tum nahi hotay

Sabab ronay ka wo pochein Tu Mehr!

Bus itna keh dena

Mujhe Hansna nahi aata .

Jahan TUM nahi hotay


Raheel 09-03-2010 11:13 AM

Meray pass last wala misra aisay aya tha..

Sabab ronay ka woh poochain to FARAZ itna keh dena,
Mujhay hansna nahi ata jahan per woh nahi hota..


Nahi koi burayee nahi Meher chalegi :)

Qurrat-ul-ain 09-03-2010 05:29 PM

Re: Jahan TUM nahi hotay
 
Ab Faraz ka zaman purana ho chukka hai. Aur Mehr m kya Buraai hai. :th_free-innocent-sm

---------- Post added at 05:29 PM ---------- Previous post was at 04:47 PM ----------

Wse bhi meri marzi k main Faraz uncle [LATE] ka naam likhon ya Mehr....:smiley_notworthy:


All times are GMT +5. The time now is 10:23 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.