BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/index.php)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/forumdisplay.php?f=109)
-   -   Labon ki sar-sraahat se badan k choor honay tak. (http://bzupages.com/showthread.php?t=8446)

usman_latif_ch 27-02-2010 08:08 PM

Labon ki sar-sraahat se badan k choor honay tak.
 
Labon ki sar-sraahat se badan k choor honay tak.

Main tujhko is tarha chahon k teri saans ruk jaye.

Khataon per khataayen hon na ho kuch baat kehne ko.

Main tujh mein yun sama jaon k teri saans ruk jaye.

Na himmat tujh mein ho baqi na himmat mujh mein ho baqi.

magar main paas yun aon k teri saans ruk jaye.

Hadon ko torr dene se mohobbat km nahi hoti.

Tujhe yun tujhi mein simtaon k teri saans ruk jaye.

Ye shidat aik honay ki kahin na maar de humko.

Main tujh ko kis tarha chahon? k teri saans ruk jaye.

Tu mujh se pooch le jana guzarti raat se pehle.

Bataon ga tujhe wo sab k teri saans ruk jaye.



All times are GMT +5. The time now is 05:19 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.