![]() |
Wo Shakhs Meri Soch Se Ziada Badal Gaya Seekha hai jab se main ne falsafa e zindagi kaisey kahon k us ka rawayya badal gaya Jisne ka tha saath chalen gai tamam umar badla hawa ne rukh to wada badal gaya Unko tha ye gumaan wo Dil Haar jaaengai shayad isiliye unka Irada badal gaya hairat hai "Qais" k muddat e Qaleel main wo shakhs meri soch se bhi ziada badal gaya |
| All times are GMT +5. The time now is 04:41 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2026, Jelsoft Enterprises Ltd.