BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan

BZU PAGES: Find Presentations, Reports, Student's Assignments and Daily Discussion; Bahauddin Zakariya University Multan (http://bzupages.com/index.php)
-   Urdu Poetry (http://bzupages.com/forumdisplay.php?f=109)
-   -   fikar aab nahi koi aashk-e-gum bhaney ki (http://bzupages.com/showthread.php?t=751)

.BZU. 18-09-2008 09:10 PM

fikar aab nahi koi aashk-e-gum bhaney ki
 
fikar aab nahi koi aashk-e-gum bhaney ki
raas aagain hum ko gerdishain zamaney ki

bargha-e-ulfat main char simt khoosh boo hai
kuch tumhari batoun ki,kuch meray fasaney ki

phool toor ker dekho,wo bhi aah bherta hai
bass sada nahi aati,dil key toot janey ki

bass isi tazbazab main umer kat gai apni
koof baarg wo baraa ka fikar ashiyaney ki

ye mazay aseri key ahl-e-shaher kia janain
gher main dekh leta houn shakal qeed khaney ki

roshni se baam wo dar shehar key munawer hain
kia mujhay ijazat hai ek diya jalaney ki

tooq aur zanjirain muntazir tumhari hain
aur koshish kerlo inqalab laney ki

ek jan do qalb sher wo akhter hain
aab na arzo kerna un ko azmaney ki..!

Danish Hussain 18-09-2008 10:56 PM

Re: fikar aab nahi koi aashk-e-gum bhaney ki
 
wah wah.....

Waqas Ahmed 23-09-2008 09:20 AM

Re: fikar aab nahi koi aashk-e-gum bhaney ki
 
roshni se baam wo dar shehar key munawer hain
kia mujhay ijazat hai ek diya jalaney ki


What a good sentence it is !!!!!!!!!!!!!!!!

Keep it up !?!!!!!!!!!!!!


All times are GMT +5. The time now is 11:54 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.2
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.